Adsense Approval Use 3 Simple Steps Policy Violation Solution Direct Adsense Message

Adsense Approval Only 3 Simple Steps

Agar aapko AdSense Approval lena hai apni website ke liye 3 steps ko aapko follow karna padega agar aap in 3 steps ko follow karoge To aapki website ke upar jaldi se jaldi adsence ka program mil jaega,

sirf 3 steps Ko main aapko batane wala hun aap Agar steps to follow karte Hain To aap ko sabse pahle adsence Ka Approval mil jaega bahut hi jaldi to aapko batate ki AdSense approval Kaise Le sakte hain,

Adsense Approval Only 3 Simple Steps

Google bhi yahi bolata Hai Google AdSense bhi yahi bolata hai ki aap hamari policies ko follow karo sirf 3 steps ko follow karo aapki website ke upar within 24 hours ke andar aapko AdSense approval mil jaega,

baki website ke upar aapko sirf 3 steps ko follow karna padega bol 3 steps kaun kaun se hai sari jankari main aapko dene wala hun is article mein, Aapko Agr adsense Approval lene me Problem Aa rahi hai to, ye Article aapke liy hi hai.

Only 3 Simple Step For Adsense Approval

Sabse Badi Galtiya Jo 90% Log karte hai

01 - Code Is Missing
Jo Bhi Code aapko Adsense ko Website se Connect Karne liy Milta hai usme aapko Problem karte ho, Ye Problem Bhut Kam log Karte hai.

02 - Site Is Unreachable
Log Kabhi kabhi Ye Problem karte hai, Aapki Website Ya to domain se Proper Tarike se Connect nahi hoti hai, Ya Theme Me problem hoti hai, Ye Problem Bhut kam logo ke sath hoti hai.

03 - Policy Violation
Ye Problem 90% Logo Ke sath me Aati hai Aur Policy Violation Ke Kaaran Hamai Site Reject Ho jaati hai, Is Step ke Andar 3 Main Point Aate hai, jo Ki sabse badi Galtiya karte hai, Aaiye Jaante hai.



Sabse Badi Problems

A) - Low Value Content
B) - Replicated Content
C) - Deceptive Site Navigation

Detailed Information

A) - Low Value Content -
Low Value Content Google Adsense ka ye kahna hai ki Aap jo apni Website Me Content Daal rahe ho uski Market me Koi value nahi hai, aap aisa content daal rahe hai jo ki Other website par available hai, Is Problem Ko Fix karo aur Valuable Contact daalo site par,

B) - Replicated Content -
Replicated Content Me Aisa content Aata Hai Jo Already Kisi Aur website par wo content Available hai, Aap Apne Content ko sabse Alag Banye Aur Alag daale.

C) - Deceptive Site Navigation Ye Problem Hame Tab aati hai Jab hamari Site Me Customization nahi hota hai, Mtlb ye ki Aap Site Me Menu baar tik se Nahi hote hai, jab aap Blogger Me Nai theme ko Upload kete hai to Usko Customise nahi karte ho, Ye Problem Logo Ko kam aati hai.

Sabse Jyada Problems Hame A) aur B) Section Me aati hai Agr Aap In Dono ko Tik se customise karte hai to Aapko 24 hour Ke andar Adsense ka Approval Mil jaayega, Original Khud Ka Content Likhe, Jis content ki Logo ko Jarurat Hai, Aur Aisa content do Jiski market Me value hai.

What is Google Adsense Say About Adsense Approval

Google Adsense Bhi Yahi Bolta hai ki Aap Logo Value wala Content Do Aur Site Ka Layout Normal Rakho, Sirf Aisa content do Ki Koi aur Website Par naa ho, Example ,
Agar Aap Mobile Specification Ke baare me Likhte hai to already Millios Website hai jo ki Mobile ki Specifications batati hai, To Ye Policy Violation Hone lgta hai, Isiliy Aapki Site Ko Adsense Reject kar deta hai.

Adsense Code Lagane Ka sabse Accha Tarika Nai trick, Fast Adsense Approval
Aap HEAD section Ke neeche Adsense Code ko Paste karte hi ho, Lekin Agar aap Popular Post (Aise Post Jo sabse Jyada Logo Ke dwara dekhi gai ho) Ke Andar Ad Code Lagate hai Jo Google Jaldi Samajhta hai,

WRITTEN BY MUKESH.