How to Fix Seller.json File In Adsense Account YouTube And Blogger

How to Fix Seller.json File In Adsense Account YouTube And Blogger

Seller.json Ko Adsense Account me Kaise Fix Kare , ye Notification Aa Rahi Hai Adsense Account ke Andar aur Aaj me Aapko batauga ki Hum seller.json file ko kaise fix kar sakte hai adsense me, Aur Ye seller.json kya hai ?

What Is The Seller.json In Adsense ?

seller.json Ye Ek Notification Aa Rahi Hai adsense account ke andar, Seller.json Publisher Aur Advertisers ko Connect Karne ka Tarika hai, seller.json ke Dwara Publisher, Jo Ki Content Provide Kar Raha hai, Aur Advertisers Jo Ads Campain Chala rhe hai
In Dono Ke Beech Me Connection Kp Banaye Rakhta hai,

Jab Aap seller.json ko Update kroge Adsense me to wah ek File ke Roop me Ban jaati hai, Jisse Publisher aur Advertiser Ka connection hota hai,Seller.json ke andar ye pta lgta hai Ki Publisher ka Name Kya hai Aur Website kya hai, Ye sab Ek File Roop me Save Ho jata Google Adsense me.

How to Fix Seller.json File In Adsense Account For YouTube And Blogger Host

How to Fix Seller.json File In Adsense Account for YouTube And Blogger Host

seller.json ko Fix Karne Ke liye Kuch Steps Ko follow Karna Padega.

Step 01 - Login in Adsense Account
Step 02 - Go To Account Information
Step 03 - Seller information visibility - Select - Transparent and Enter Business Domain Example - mukeshpatelcool.com (Note - Do Not Add Subdomain , If You Have Youtube Channel enter Channel Url Example - youtube.com/secreattechme)
Step 04 - Click On Blank Screen, This Information Saved

Aap Is Tarike Se Adsense Ke Andr Seller.json file Update kar sakte hai, If You have Any Problem Comment Below 👇 and Watch Video 👇

What Is The Benefit Of seller.json file in Adsense Account

Agar Hum baat Benefit ki To seller.json file ko update krne se bhut saare benefit hone wale hai Publisher ko aur Adsevertiser ko
1st benefit Seller.json file update karne se advertiser ko pta lagega ki Pubpisher ka name aur website hai
2nd Benefit earning badegi, Seller.json file update karne par hamari earning badegi, Kyoki invalid click band ho jaayega
3rd benefit Invalid Click Bahut kam hoga aur adsense Account Save Rahega, Aur Bhi kai saare benefits hone wale hai future me,

Written by Mukesh.